main chahta tha ki us ko gulaab pesh karuun vo khud gulaab tha us ko gulaab kya deta i wished to present her with a rose when she herself is a rose what rose can i possibly offer her
Adil Mansuri
kis tarah jama kijiye ab apne aap ko kaaghaz bikhar rahe hain puraani kitaab ke pull yourself together somehow the pages of the old book are getting scattered
Adil Farooqui
na poocho husn ki tareef hum se mohabbat jis se ho bas wo haseen hai don’t look to me for praise of beauty whoever i am in love with my beloved is beautiful